| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Aaja Tujeh Ko Pukaare | Mohammed Rafi | Ravi | Ravi | Neel Kamal -1968 | -- | Love, Sentimental, Sad |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
aaaa aaja aaja aaaja aaaaaaaa aaja aaaja aaja tujh ko pukarey mera piyaar hoo ho oo o tujh ko pukarey mera pyaar aaja mein to mita hoon teri chah mein tujh ko pukarey mera pyaar aakhri pal hein aakhri aahein tujhey dhoond rahi hein doobti saansein bhujhti nigahein tujhey dhoond rahi hein saamne aaja aik baar hoooo aaja mein to mita hoon teri chah mein tujh ko pukarey mera pyaar doono jahan ki bhent charha di mein ney chah mein teri apney badan ki khaak mila di mein nay raah mein teri ab to chali aa iss paar hoooooey aaja mein to mita hoon teri chah mein tujh ko pukarey mera pyaar itney ugoon tak itney dukhoon ko koi seh na sakey ga teri qasam mujhey tu hay kisi koi keh na sakey gaa mujh se hay teri iqraaar hooey aaja mein to mita hoon teri chah mein tujh ko pukarey mera pyaar teri nazar ki oos parey to bujhey piyaas milan ki terey badan ki oot mitey to rahey laaj lagan ki mil jaaye chain qaarar haeyy aaja mein to mita hoon teri chah mein tujh ko pukarey mera pyaar tujh ko pukare mera pyaarTweet
| Film cast: | -- |
| Singers: | Manna Dey, Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Lyricists: | Sahir Ludhiyanvi |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | Ravi |
| External Links: | -- |