Lyric of Hindi song Aaj Main Oopar

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Aaj Main Oopar Kumar Sanu, Kavita Krishnamurthy -- -- Khaamoshi -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

Aaj main oopar aasmaan neeche 
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche 
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda 
Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon

Aaj main oopar aasmaan neeche 
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda 
Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche 

Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudugudi
Yoonhi bin baat ke chhalke jaaye hansi
Dole jab hawa laage gudugudi
Sambhaloon gir padoon
Arre arre arre arre arre tauba kya karoon
Chaloon seedhe ki ulti chaloon

Aaj main oopar aasmaan neeche 
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche 
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda 
Ab main kya karoon
Sar ke bal ya kadam se chaloon
Aaj main oopar aasmaan neeche

Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
Jhoome ja mauj mein rukna na jaanejaan
Dekhoon ye tarang rukti hai kahaan
Main bhi ter sang
In lehron pe chaloon
Sar ke bal ya kadam se chaloon

Aaj main oopar aasmaan neeche 
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Aaj main oopar aasmaan neeche 
Aaj main aage zamaana hai peechhe
Tell me o khuda 
Ab main kya karoon
Chaloon seedhi ki ulti chaloon

lalalla...

Other Songs from this Movie / Album - Khaamoshi

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Alka Yagnik, Hariharan, Udit Narayan, Jagjit Singh, Kavita Krishnamurthy, Shraddha, Sulakshana Pandit
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Anchala
New Age Singer

Awards in Singing,Groups nd Solo
Performed In Film & Association Awards 2007
..

Registered Users

Featured Album

Visitor Count: 2516