| Song Heading | Singer | Music By | Director Name | Movie / Album | Actor | Categories |
|---|---|---|---|---|---|---|
| Aa Lag Ja Gale | Mohammed Rafi | -- | -- | Dus Lakh | -- | -- |
Average Rating: 0
Total Votes: 0
aa lag ja gale dilruba(2) kahan rooth ke chali o gulab ki kali tere kadmo mein dil hai mera aaaa lag ja gale dilruba o shola-badan o zohrajabi tum gusse mein lagti ho aur haseen baitha hoon jigar ko thame huye mujhpe na gire ye bijli kahin itna na sitam karna kuch nazrein karam karna dekhiye dil hai nazuk mera aaa lag ja gale dilruba aa lag ja gale dilruba kahan rooth ke chali o gulab ki kali tere kadmo mein dil hai mera aaaa lag ja gale dilruba ithrate na chal balkhate na chal(2) aanchal ko hawa mein udate chal(2) ban jayega koi afsana dil ko mere tadpate na chal kya kehne nazakat ke saaman hai qayamat ke main to pehli nazar mein luta aaa lag ja gale dilruba aa lag ja gale dilruba kahan rooth ke chali o gulab ki kali tere kadmo mein dil hai mera aaaa lag ja gale dilruba na ishq hamein hai duniya se na pyar hamein hai daulat se hamko to mohabbat hai zaalim teri bholi bhali soorat se palko pe bitha loonga seene mein chupa loonga main hoon kabse deewana tera aaa lag ja gale dilruba aa lag ja gale dilruba kahan rooth ke chali o gulab ki kali tere kadmo mein dil hai mera aaaa lag ja gale dilrubaTweet
| Song | Singer / Singers | Lyricist / Lyricists |
|---|---|---|
| Ajab Teri Kaarigari | Mohammed Rafi | -- |
| Gareebon Ki Suno | Asha Bhosle | -- |
| Film cast: | -- |
| Singers: | Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
| Lyricists: | -- |
| Film Director: | -- |
| Music Director: | -- |
| External Links: | -- |