Lyric of Hindi song Mujhe Tumse Milke Yeh Kehna Hain

Song Heading Singer Music By Director Name Movie / Album Actor Categories
Mujhe Tumse Milke Yeh Kehna Hain Sonu Nigam -- -- Chanda Ki Doli -- --

Average Rating: 0

Total Votes: 0

Lyrics

kutch baatein, unkahi, dil mein dabi reh jaati hain
jo kabhi tapish, kabhi khalish aur kabhi ghutan bankar
hamesha asar laati hain
isiliye jo kehna hain khulke keh do warna
yeh unkanhi yaadein bankar tamam umra tumhara peetcha karegi

iltejha kaise tumhe ab is dil ki main sunau
tumse kyon ijhaare dil main bayaa karte karte reh jaun
us unkahi ne bhi kaha tha 
mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse - 2

chaha tumhe hain khud se bhi jyada aaj tumhe hain batana
dil mein yu aana aaake na jaana yaar sada hi tum nibhana
pyaar ki yeh roshni bas muhjpe tum ab lutaap
aaine ki tarah aake tum aks mera ban jaao
us unkahi ne bhi kaha tha 
mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse - 2

chehra tumhara yu jhilmilaya dil mera muskuraya
aankhon ne jabse khwaab sajaya kutch bhi najar phir na aaya
inteha ab ho gayi is dil ko toh aashiyana muntajar kabse hu 
yeh kasak meri jaaaye jaaye na

iltejha kaise tumhe ab is dil ki main sunau
tumse kyon ijhaare dil main bayaa karte karte reh jaun
us unkahi ne bhi kaha tha 
mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse - 2

Other Songs from this Movie / Album - Chanda Ki Doli

Song Singer / Singers Lyricist / Lyricists
Chanda Ki Doli Sonu Nigam --
Deewana Tere Pyar Mein Sonu Nigam --
Rafta Rafta NAjar Sonu Nigam --

Movies or Album

Film cast: --
Singers: Sonu Nigam
Lyricists: --
Film Director: --
Music Director: --
External Links: --

Featured Artist

Featured Artist

Badari Divya Bhushan
Bharatanatyam Artist

Natyasri from Dancers Guild
Nruthya Chandra from UNESCO
Nruthya Shiromani from asiad theatre olympiad

Registered Users

Featured Album